1.Aazaan say pehlay darood shareef padhnaa ahaadees mubaarkah say saabit hai yaa nahi ! Kuchh muftiyaanay karaam say sunaa hai k aazaan k bad darood shareef padhnay kaa hukam hai ! Pehlay kaa eak rawaaj banaa huaa hai ! Sunni mufti say Mein nay maloom kiyaa k aakhir wajah kyaa hai Kisi masjid Mein salaato salaam say aazaan shroo hoti hai aur Kisi masjid Mein Allahu akber say shroo hoti hai aur eak doosray ko Galt aur bidti kehtay Hein ! Isliye meri aap say guzaarish hai k hadees Ki Roshni Mein jawaab marhammat farmaaein! Taakay yeh jaghday khatam hoon aur ummatay Muslima eak hee tariqay per aajaay ! Jo hazrat Mohammed s.w.s nay tariqa aazaan kaa Ho yaa Kisi amal kaa Ho ! Oosi tariqay per aur sahaabah karaam Kay tariqay per aajaay ! Jawaab jald az jald marhammat farmaaein! Abdul Jabbar Bhat Jammu