Assalam Alaikum Warahmatullah Wabarakatuh
3 month qabal maine yahi sawal bheja tha abhi tak jawab mausool nahin hua braye meharbani jawab se nawazein
Kya farmate hain ulamaye deen wa muftiyane shar-e-mateen masla zail mein.
Zaid masjid ka muazzin hai uski beti ne ghair muslim ladke se shadi ki hai, beti aur damad ka baap ke ghar pe aana jana hai baap ke saath milna julna hai.
Kya zaid jo masjid ka moazzin hai uski azan aur iqmat me namaz sahih hai?
Aur uski iqamat me padhi hui namaz ka kya hukm hai?
Braye meharbani jawab se nawazein
Note: nacheez ke computer mein urdu font nahin hai isliye roman urdu me bheja hai, braye meharbani sawal aur jawab dono urdu me irsaal farmayein,
JazakAllah khair