Assalam Alaikum Warahmatullah Wabarakatuh
3 month qabal maine yahi sawal bheja tha abhi tak jawab mausool nahin hua braye meharbani jawab se nawazein
Kya farmate hain ulamaye deen wa muftiyane shar-e-mateen masla zail mein.
Jab Zaid bazar jata hai to uske mutalleqeen, rishtedar use saman lane keliye Rupye dete hain,
Ab Zaid 20 Rupye ke saman ka 22 Rupye leta hai matlab Zaid jiska saman laya hai use bataye beghair 2 Rupye voh apna mehnatana samajh kar ziyadah leta hai
Kya Zaid ka aisa karna jayez hai? Ya use 2 rupye zyadah lene ka gunah hoga
Braye meharbani jawab se nawazein
JazakAllah khair