30 April, 2024


Assalamu Alaikum, Hazrat mere ek dost ne kaha hai ke, Hazrat Imam Mehdi ko Alaihissalam nahi kahna chahiye kyun k kisi sunni aalim ne abhi tak unko alihissalam nahi kaha hai. Bara e Meharbani iss sawal par roshni daal kar hamare ilm me izaafa farmayen. Allah hafiz

#38