17 May, 2024


Assalamoalaikum warahmatullahi w barkatehu.badahu salaam arz yeh hai ki masroom khana kaisa hai jaiz hai ya najaiz agar jaiz hai to kis bina pe log aetraz bhi karte hain.huzur wala se guzarish hai ki iska jawab Quran o hadees se dekar shukriya ka mauqua enayat Karen .enayat hogi. Md saba Ahmad quadri

#309