23 November, 2024


دارالاِفتاء


as salaam alaikum... ek peer sahab pe 52 se jayed muftiyane kiram ne fatwa diya he ke "un ki baad aqwal fuqha ke najdik kufr ke hadon ko chu raha he aur fisq aur fazul me mubtala haain" wo peer sahab sayed bhi the.ab unka inteqal hogaya he .unke jo muridon ka kehna he ke wo fatwa jhut pe mabni he aur adawat ke wazha se. kiya mureedin ka huqm kiya wahi jo peer sahab ke liye he? kiya mureedin muslaman hain ya kafir ? .aur mureed apne apko sunni sahiul aqida bhi kehte hain kiya un muridon ka zanaja padhna aur ya zabiha halal he?

فتاویٰ #376


Copyright @ 2017. Al Jamiatul Ashrafia

All rights reserved