29 March, 2024


دارالاِفتاء


kia farmate hai ulemaedeen is masale ke bare me ki ek masjid me namaze fajr se 45 minute pahle azan hooti hai.azan wa jamaat ke darmiyan taqriban 8 minute tak namaaz ke fazael aour targhibaat par mushtamil ek nazam parhi jati hai uske taqriban 20 mimutes baad jamaat qayam hoti hai. sawal ye hai ki aisa karna kaisa hai(note)jis din nazam parhi jati us din namaziyon ki tadad me khasa izafa ho jata hai

فتاویٰ #160


Copyright @ 2017. Al Jamiatul Ashrafia

All rights reserved